अब तो बस एक ही धुन है के मदिना देखूँ
आखरी वक़्त मैं क्या रौनक-ए-दुनिया देखूँ
आखरी उमर में किया रोनके दुनिया देखूं
अब तो बस एक ही धुन हे के मदीना देखूँ
आखरी उमर में किया रोनके दुनिया देखूं
अब तो बस एक ही धुन हे के मदीना देखूँ
जालिया देखूँ के दिवार-औ-दर-औ-बाम-ए-हरम
अपनी माज़ूर निगाहों से मैं क्या क्या देखूँ
अब तो बस एक ही धुन है के मदिना देखूँ
आखरी वक़्त मैं क्या रौनक-ए-दुनिया देखूँ
बुला लो फिर मुझे ऐ-शाह-ए बहरो बार मदीने मैं
मैं फिर रोता हुवा आउ तेरे दर पर मदीने मैं
मदीने वाले जाओ जाओ फि अमाननीला
कभी तो अपना भी लग जायेगा बिस्तर मदीने मैं
मेनू मजबूरिया ते दूरिया ने मारेया
सद्लो मदीने आक़ा सद्लो मदीने आक़ा
दादा है गरीब आक़ा कॉल मेरे जर नही
ऑड के मैं किवे आवा आक़ा ऑड के मैं किवे आवा आक़ानाल मेरे पर नहीं
मेरे मौला मेरी आखे वापस करदे
ताके इसबार मैं जी भर के मदीना देखूँ
अब तो बस एक ही धुन है के मदिना देखूँ
आखरी वक़्त मैं क्या रौनक-ए-दुनिया देखूँ
काश इक़बाल ! यूँही उम्र मेरी बशर हो मेरी
सुबह काबे मैं हो फिर शाम मैं तैयबा देखूँ
अब तो बस एक ही धुन है के मदिना देखूँ
आखरी वक़्त मैं क्या रौनक-ए-दुनिया देखूँ
शायर:-
इक़बाल अज़ीम
नात-ख़्वाँ:-
गुलाम मुस्तफा क़ादरी
Ab to bas ek hi dhun hai ke Madina dekhun
Aakhri waqt main kya raunak-e-duniya dekhun
Aakhri umar mein kiya ronak-e-duniya dekhun
Ab to bas ek hi dhun hai ke Madina dekhun
Jaliyan dekhun ke diwar-o-dar-o-baam-e-haram
Apni mazoor nigaahon se main kya kya dekhun
Ab to bas ek hi dhun hai ke Madina dekhun
Aakhri waqt main kya raunak-e-duniya dekhun
Bula lo phir mujhe, Ae Shah-e-Behr-o-Baar Madine mein
Main phir rota hua aaoon tere dar par Madine mein
Madine wale jao jao, fi amaanillah
Kabhi to apna bhi lag jaayega bistar Madine mein
Menu majbooriyan te dooriya ne mareya
Sadlo Madine Aqa, sadlo Madine Aqa
Dada hai gareeb Aqa, call mere jar nahi
Aad ke main kive aawa Aqa, aad ke main kive aawa Aqa
Anal mere par nahi
Mere Maula, meri aankhein waapas karde
Take isbaar main ji bhar ke Madina dekhun
Ab to bas ek hi dhun hai ke Madina dekhun
Aakhri waqt main kya raunak-e-duniya dekhun
Kaash Iqbal, yunhi umr meri Bashar ho meri
Subah Kaabe mein ho phir shaam mein Tayyaba dekhun
Ab to bas ek hi dhun hai ke Madina dekhun
Aakhri waqt main kya raunak-e-duniya dekhun
Shayar:
Iqbal Azim
Naat-Khwan:
Gulam Mustafa Qadri
0 Comments