हो करम सरकार अब तो हो गए गम बे शुमार
जान-औ-दिल तुम पर फ़िदा ऐ दो जहाँ के ताजदार
काफिले वालो सुनो याद आये तो मेरा सलाम
अर्ज़ करना रोते रोते हो सके तो बार बार
मैं अकेला और मसाइल और ज़िन्दगी के बे शुमार
आप ही कुछ कीजिये ऐ शाह-ए-आली वक़ार !
चूमकर खाके मदीना ज़ूम ता फिरता था मैं
याद आती है मदीने के मुझे लेल-औ-नहार
जल्द फिर तुम बुला लो और सब्ज़ गुम्बद दिखा दो
हाज़री की आरज़ू ने कर दिया फिर बे-करार
गुम्बद-ए-ख़ज़रा के जलवे और वो इफ्तारिया
याद आती है बोहोत रमज़ान-ए-तैयबा की बहार
या रसुलल्लाह सुन लीजिये मेरी फ़रियाद को
कोन है जो की सुने तेरे सिवा मेरी पुकार
हाल पर मेरे एक करम की नज़र फरमाए
दिल मेरा गमगीन है ऐ ग़मज़दो के गम-गुसार
जा रहा है क़ाफ़िला तैयबा नगर रोता हुआ
मैं रहा जाता हु तनहा हबीब-ए-कीर्दगार
या खुदा दिखला हातिम-ए-पाक-औ-मिज़ाम-औ-मक़ाम
और सफा मरवा मुझे बहर-ए-रसूल-जी-वक़ार !
संगे अस्वद चूमकर मुझे मिलता कैफ-औ-सुरूर
चेन पाता देख कर दिल मुस्तजाब-औ-मुस्तजार
याद आता है तवाफ़-ए-खाना-ऐ-काबा मुझे
और लिपटना मुल्तजम से वालिहाना बार बार
ग़म ज़ादा यूं न हुवा होता उबैद-ए-क़ादरी !
इस बरस भी देखता गर सब्ज़ गुम्बद की बहार
नात-ख़्वाँ:-
गुलाम मुस्तफा क़ादरी
Roman (Eng) :
Ho karam Sarkar, ab to ho gaye gham be shumar
Jaane-au-dil tum par fida, ai do jahan ke tajdare
Kafil-e-walo, suno, yaad aaye to mera salaam
Arz karna, rote rote ho sake to baar baar
Main akela aur masaail aur zindagi ke be shumar
Aap hi kuch kijiye, ai Shah-e-Ali waqar
Choomkar khake Madina, zoom ta phirta tha main
Yaad aati hai Madine ke mujhe lelo aur nahar
Ho karam Sarkar, ab to ho gaye gham be shumar
Jaane-au-dil tum par fida, ai do jahan ke tajdare
Jald phir tum bula lo aur sabz gumbad dikhado
Hazri ki arzoo-e-ne kiya, phir be-karaar
Gumbad-e-Khazra ke jalwe aur wo iftariya
Yaad aati hai bohot Ramzan-e-Taiba ki bahaar
Ya Rasulallah, sun lijiye meri fariyaad ko
Kaun hai jo ki sune tere siwa meri pukaar
Haal par mere ek karam ki nazar farmaaye
Dil mera ghamgeen hai, ai ghamzado ke gam-gusaar
Ja raha hai qafila Tayyiba nagar rota hua
Main raha jaata hu tanha, Habib-e-keerdaar
Ya Khuda, dikhla Haatim-e-Paak-o-mizaam-o-maqam
Aur Safa marwa mujhe bahr-e-Rasool-ji-waqar
Sang-e-aswad choomkar mujhe milta kaif-o-surur
Chain paata dekhkar dil mustajaab-o-mustajaar
Yaad aata hai tawaf-e-Khana-e-Kaaba mujhe
Aur lipatna multajjam se waalihana baar baar
Gham zyada yun na hota Ubaid-e-Qadri
Iss bars bhi dekhta agar sabz gumbad ki bahaar
Naat-khwan:-
Gulam Mustafa Qadri
0 Comments