मैं पहले पहल जब मदीने गया था
तो थी दिल की हालत तड़प जाने वाली
वो दरबार सच-मुच मेरे सामने था
अभी तक तसव्वुर था जिसका ख़याली
खुला है सभी के लिए बाब-ए-रेहमत
वहाँ कोई रुतबे मैं न अदना न आली
मैं एक हाथ से दिल संम्भाले हुई था
तो थी दूसरे हाथ रोज़े की जाली
दुआ के लिए हाथ उठते तो कैसे
न यह हाथ खली न वो हाथ खाली
खुला है सभी के लिए बाब-ए-रेहमत
वहाँ कोई रुतबे मैं न अदना न आली
जो पूछा है तुमने के मैं नज़रे करने
को क्या ले गया था तो तफ़्सीर सुन लो
था नातो का एक हाथ अश्क़ो के मोती
दुरूदो का गज़रा सलमो की डाली
खुला है सभी के लिए बाब-ए-रेहमत
वहाँ कोई रुतबे मैं न अदना न आली
मैं उस आस्तान-ए-हरम का गदा हु
जहाँ सर जुकाते है शाहान-ए-आलम
मुझे ताजदारो से कम मत समझना
मेरा सर शायन-ए-ताज-ए-बिलाली
खुला है सभी के लिए बाब-ए-रेहमत
वहाँ कोई रुतबे मैं न अदना न आली
मैं तौशिफ-ए-सरकार करतो रहा हु
मगर अपनी औक़ात से बा-खबर हु
मैं सिर्फ एक अदना सना ख़्वाँ हु उनका
कहा मैं कहा नाते-ए-इक़बाल-औ-हाली
खुला है सभी के लिए बाब-ए-रेहमत
वह कोई रुतबे मैं न अदना न आली
मुरादों से दामन नहीं कोई खाली
कतारे लगाए खड़े है सवारी
आयी है फिर याद मदीने की
रुलाने के लिए दिल तड़प उठा है
दरबार मैं जाने के लिए
नात-ख़्वाँ:-
सयैद हस्सान उल्लाह हुसैनी
Roman (Eng) :
Main pehle pehal jab Madine gaya tha
To thi dil ki haalat tadap jaane waali
Wo darbar sach-much mere saamne tha
Abhi tak tasavvur tha jiska khayaali
Khula hai sabhi ke liye baab-e-rehmat
Woh koi rutbe mein na adna na aali
Main ek haath se dil sambhaale huye tha
To thi doosre haath roze ki jaali
Dua ke liye haath uthte to kaise
Na yeh haath khali na woh haath khali
Khula hai sabhi ke liye baab-e-rehmat
Woh koi rutbe mein na adna na aali
Jo poocha hai tumne ke main nazar karne
Ko kya le gaya tha to tafseer sun lo
Tha naato ka ek haath ashqo ke motee
Duroodo ka gazra salamo ki daali
Khula hai sabhi ke liye baab-e-rehmat
Woh koi rutbe mein na adna na aali
Main us aastan-e-haram ka ghada hu
Jahan sar jukaate hai shahane-aalam
Mujhe taajdaro se kam mat samjhna
Mera sar shaane-taaj-e-bilali
Khula hai sabhi ke liye baab-e-rehmat
Woh koi rutbe mein na adna na aali
Main taushif-e-sarkar karta raha hu
Magar apni auqaat se ba-khabar hu
Main sirf ek adna suna khwaan hoon unka
Kaha main kaha naate-e-iqbal-o-haali
Khula hai sabhi ke liye baab-e-rehmat
Woh koi rutbe mein na adna na aali
Muraadon se daaman nahin koi khali
Kataare lagaye khade hai sawari
Aayi hai phir yaad Madine ki
Rulane ke liye dil tadap utha hai
Darbar mein jaane ke liye
Naat-khwaan:
Sayyed Hassan Ullah Hussaini
0 Comments