मदीना छोड़ आए हैं मदीना छोड़ आए हैं
मदीना छोड़ आए हैं मदीना छोड़ आए हैं
मदीना छोड़ आए अपनी दुनिया छोड़ आए हैं
हमारे पास जितना था असासा छोड़ आए हैं
मदीना छोड़ आए हैं मदीना छोड़ आए हैं
मदीना छोड़ आए हैं मदीना छोड़ आए हैं
ख़ुदा का घर भी छूटा है नबी का आस्ताना भी
लगा है दोहरा ग़म, मक्का-मदीना छोड़ आए हैं
मदीना छोड़ आए हैं मदीना छोड़ आए हैं
मदीना छोड़ आए हैं मदीना छोड़ आए हैं
अभी तक दिल वहीं पर है, अभी तक जाँ वहीं पर है
दिल-ओ-जाँ को वहाँ रोता बिलकता छोड़ आए हैं
मदीना छोड़ आए हैं मदीना छोड़ आए हैं
मदीना छोड़ आए हैं मदीना छोड़ आए हैं
अभी तक याद आती है मज़ार-ए-हम्ज़ा की रौनक़
भला क्यूँ सय्यिदु-श्शुहदा का ख़ित्ता छोड़ आए हैं
मदीना छोड़ आए हैं मदीना छोड़ आए हैं
मदीना छोड़ आए हैं मदीना छोड़ आए हैं
मदीने के दर-ओ-दीवार, रस्ते सब महकते हैं
ज़रा सा 'इत्र ले कर मुश्क-ए-नाफ़ा छोड़ आए हैं
मदीना छोड़ आए हैं मदीना छोड़ आए हैं
मदीना छोड़ आए हैं मदीना छोड़ आए हैं
जहाँ से सारी दुनिया में, उजागर ! फ़ैज़ जारी है
बक़ी'-ए-पाक में ज़हरा का रौज़ा छोड़ आए हैं
मदीना छोड़ आए हैं मदीना छोड़ आए हैं
मदीना छोड़ आए हैं मदीना छोड़ आए हैं
हुआ है ख़त्म वीज़ा अब कफ़-ए-अफ़सोस मलते हैं
सुनहरी जालियों का हुस्न सारा छोड़ आए हैं
मदीना छोड़ आए हैं मदीना छोड़ आए हैं
मदीना छोड़ आए हैं मदीना छोड़ आए हैं
रियाज़ुल-जन्ना वो मिंबर से घर तक सारा ही गोशा
जहान-ए-ख़ुल्द का वो हुस्न सारा छोड़ आए हैं
मदीना छोड़ आए हैं मदीना छोड़ आए हैं
मदीना छोड़ आए हैं मदीना छोड़ आए हैं
नात ख़्वाँ:-
सैयद हस्सान उल्लाह हुसैनी
Roman (Eng) :
Madina chhod aaye hain, Madina chhod aaye hain
Madina chhod aaye hain, Madina chhod aaye hain
Madina chhod aaye apni duniya chhod aaye hain
Hamare paas jitna tha asaasa chhod aaye hain
Madina chhod aaye hain, Madina chhod aaye hain
Madina chhod aaye hain, Madina chhod aaye hain
Khuda ka ghar bhi chhuta hai Nabi ka aastana bhi
Laga hai dohra gham, Makka-Madina chhod aaye hain
Madina chhod aaye hain, Madina chhod aaye hain
Madina chhod aaye hain, Madina chhod aaye hain
Abhi tak dil wahin par hai, abhi tak jaan wahin par hai
Dil-o-jaan ko wahan rota bilakta chhod aaye hain
Madina chhod aaye hain, Madina chhod aaye hain
Madina chhod aaye hain, Madina chhod aaye hain
Abhi tak yaad aati hai mazaar-e-Hamza ki raunaq
Bhala kyun Sayyidu-Shuhada ka khitta chhod aaye hain
Madina chhod aaye hain, Madina chhod aaye hain
Madina chhod aaye hain, Madina chhod aaye hain
Madine ke dar-o-deewar, raste sab mehakate hain
Zara sa 'itr le kar mushk-e-naafa chhod aaye hain
Madina chhod aaye hain, Madina chhod aaye hain
Madina chhod aaye hain, Madina chhod aaye hain
Jahan se saari duniya mein, ujagar! faiz jari hai
Baqi'-e-paak mein Zahra ka rauza chhod aaye hain
Madina chhod aaye hain, Madina chhod aaye hain
Madina chhod aaye hain, Madina chhod aaye hain
Hua hai khatm veza ab kaf-e-afsos malte hain
Sunahri jaaliyon ka husn saara chhod aaye hain
Madina chhod aaye hain, Madina chhod aaye hain
Madina chhod aaye hain, Madina chhod aaye hain
Riyazul-Jannah wo mimbar se ghar tak saara hi gosh
Jahan-e-Khuld ka wo husn saara chhod aaye hain
Madina chhod aaye hain, Madina chhod aaye hain
Madina chhod aaye hain, Madina chhod aaye hain
Naat khwaan:-
Saiyad Hassan Ullah Husaini
0 Comments