काबे पे पड़ी जब पहली नज़र क्या चीज़ है दुनिया भूल गई
यों होश-ओ-ख़रद मफ़्लूज होते दिल ज़ौक-ए-तमाशा भूल गई
एहसास के पर्दे लहराए ईमान की हरारत तेज़ी हुई
सज्दों की तरप अल्लाह अल्लाह सर अपना सौदा भूल गया
पहुँचा जो हरम की चौखट तक एक इबर-ए-करम ने घेर लिया
बाकी न रहा फिर होश मुझे क्या माँगा और क्या क्या भूल गया
जिस वक़्त दुआ को हाथ उठे याद न सका जो सोचा था
इज़हार-ए-आक़ीदत की दहां में इज़हार-ए-तमन्ना भूल गया
हर वक़्त बरसती है रहमत काबे में जमीला अल्लाह अल्लाह
खाकी हूँ मैं कितना भूल गया आती हूँ मैं कितना भूल गया
नात ख़्वाँ:-
मुहम्मद अशफ़ाक़ अत्तारी
Roman : (Enlish)
Kaabe pe pari jab pehli nazar kya cheez hai duniya bhool gayi
Yoon hosh-o-khard maflooj hote dil zauk-e-tamasha bhool gayi
Ehsaas ke parde lehraaye imaan ki hararat tezi hui
Sajdon ki tarap Allah Allah sar apna souda bhool gaya
Pohcha jo haram ki chaukhat tak ek ibre karam ne gher liya
Baaki na raha phir hosh mujhe kya manga aur kya kya bhool gaya
Jis waqt duaa ko haath uthe yaad na saka jo socha tha
Izhaar-e-aqeedat ki dahan mein izhaar-e-tamanna bhool gaya
Har waqt barasti hai rehmat kaabe mein Jameela Allah Allah
Khaaki hoon main kitna bhool gaya aati hoon main kitna bhool gaya
Naat Khwaan:-
Muhmmad Ashfaq Attari
0 Comments