Mustafa Aapke Jaisa Koi Aaya Hi Nahi Lyrics

मुस्तफा आप के जैसा कोई आया ही नहीं
अता भी कैसे जब अल्लाह ने बनाया ही नहीं

जुल्फ़ वलैला है, रुख़ वदुहा माज़द आंखें
इस तरह रब ने किसी को भी सजाया ही नहीं

कोई सानी न है रब का न मेरे आका का
एक का जिस्म नहीं एक का साया ही नहीं

आप ने जब से नवाज़ा है या रसूलल्लाह
मैंने दामन किसी चौखट पे बिछाया ही नहीं

जिसने सरकार के चेहरे की ज़ियासत की है
उस की नज़रों में कोई और समाया ही नहीं

जब खा क़बर में सरकार ने ये मेरा है
फिर फ़रिश्तों ने मुझे हाथ लगाया ही नहीं

जबसे दरवाज़े पे लिखा मैंने आला हज़रत
कोई गुस्ताख़ ए नबी घर मेरे आया ही नहीं

लौट कर आ गया मक्के से मदिनें न गया
कैसे जाता तुझे आका ने बुलाया ही नहीं

जब तलक पुश्त पे शब्बीर रहे ऐ फ़ैज़ी
सर को सज्दे से पैयंबर ने उठाया ही नहीं

नात ख़्वाँ:-
गुलाम  मुस्तफा क़ादरी

Roman (Eng) :

Mustafa aap ke jaisa koi aaya hi nahi
Ata bhi kaise jab Allah ne banaya hi nahi

Zulf vallayl hai, rukh wadduha maazd aankhen
Is tarah Rab ne kisi ko bhi sajaya hi nahi

Koi sani na hai Rab ka na mere Aaqa ka
Ek ka jism nahi ek ka saya hi nahi

Aap ne jab se nawaza hai ya Rasulallah
Maine daman kisi chokhat pe bichhaya hi nahi

Jisne Sarkar ke chehre ki ziyarat ki hai
Us ki nazron mein koi aur samaya hi nahi

Jab kha qabar mein Sarkar ne ye mera hai
Fir Farishton ne mujhe haath lagaya hi nahi

Laut kar aa gaya Makke se Madine na gaya
Kaise jata tujhe Aaqa ne bulaya hi nahi

Jabse darwaze pe likha maine Ala Hazrat
Koi Gustakh-e-Nabi ghar mere aaya hi nahi

Jab talak pusht pe Shabbir rahe ae Faizy
Sar ko sajde se Payambar ne uthaya hi nahi


Naat Khwaan:-
Gulam Mustafa Qadri



Post a Comment

0 Comments